Jumma Ki Khasoosiyat

Jumma Ki Khasoosiyat

  • 37.2 MB

    Dateigröße

  • Android 4.2+

    Android OS

Über Jumma Ki Khasoosiyat

Jumma Ki Khasoosiyat Book ist für diese Reden in der Moschee, um Hilfe zu bekommen

Dieses Buch ist besonders für diejenigen gedacht, die als Imame in Moscheen dienen, damit sie Hilfe bezüglich Jumu'ah erhalten und die Eigenschaften von Jumu'ah leicht erklären können.

In diesem Buch können Sie etwas über die Etikette des Freitags, die Sunna des Freitags und die Tugenden des Freitags lernen.

In diesem Buch erfahren Sie, was die Vorteile sind und Sie werden von Allah belohnt, wenn jemand rechtzeitig und zum letzten Mal kommt.

Was ist das Urteil am Freitag laut Koran und Sunna?

Der Freitag ist der König aller Tage und hat viele Tugenden۔

Al Koran:

O ihr, die ihr glaubt! Wenn am Freitag (dem Tag der Versammlung, yawm al-Jumu’ah) zum Gebet aufgerufen wird, eilt ernsthaft zum Gedenken Allahs und lasst Geschäfte (und Verkehr): Das ist das Beste für euch, wenn ihr es nur wüsstet!

Und wenn das Gebet beendet ist, dann möget ihr über das Land zerstreuen und nach der Gabe Allahs trachten und die Lobpreisungen Allahs oft (und ohne Unterlass) feiern, damit es euch gedeiht.

— Koran, Sure 62 (Al-Jumua), āyāt 9-10

JUMA, BAHTAREEN DIN (TAG):

„Bahtareen din, jis par suraj nikal(rise) kar chamke, juma ka din hai, isi din hz adam (as) paya hue, isi din jannat me daakhil kiye gaye, isi din jannat se(zameen par) utaare gaye aur qayamat bhi jumah ke din qayam hogi“

(Muslim, Aljuma, Baab Youmul Juma 854)

JUMA KI FARZIYAT:

Irshaad bari taala hai:

„Aiy iman walon! Jab jumah ke din namaz (jumma) ke liye azaan di jaaye zu allah ke zikr (khutba aur namaz) ki taraf daudo aur (us waqt) kaarobaar chhod do, agar tum samjho zu yah tumhare haq me bahut bahtar hai“

(Sure Juma)

Hazrat Abu Jaad Jamri R.A se riwayat hai ki aap (sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:-"jo shakhs susti ki wajah se 3 jumah chhod den to allah taala uske dil par muhar laga deta hai"

(Abu Dawood Abwabul Juma 1052, Tirmizi 499,)

aap (sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:-“ log jumah chhodne se baaz aa jaayen warna allah taala unke dilon par muhar laga dega phir we ghaafil ho jaayenge“

(muslim al juma 865)

Hazrat Ibne Masud R.A se riwayat hai ki aap (sallallahu alaihi wasallam) ne un logon ke gharon ko jo (susti ki wajah se) jumah se peeche rah jaate hain, jala dene ka iraada kiya“

(muslim, al masjidon 652)

Malum huwa ki juma ka chhodna bahut bada gunah hai, is par kadi warning hai, isliye har musalman par juma padhna farz hai, isme bilkul bhi susti nahi karni chahiye, jab khateeb mimber par chade, aur azaan ho jaaye to saare kaarobaar haraam ho jaate Hain

JUMA KE MASAIL:

1- Aap (sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:-“ jiska allah aur aakhirat par imaan hai us par juma farz hai, mareez, musaafir, na-baaligh ladka aur ghulaam juma ki farziyat se bahar hain (agar chaahen to padh len warna johar ki namaz ada karen)

(abu dawood abwabul juma 1067, imam nawawi ne sahih kaha hai)

2- aap (sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:-“ jo shakhs juma ke din khoob acchi tarah nahaaye aur payal (masjid me) jaaye, imam ke nazdeek Hokar dil lagakar khutba sune aur koi bekaar baat na kare to usko har qadam par ek saal ke roze aur uski raaton ke qayaam ka sawaab hoga“

(tirmizi, al juma 495, abu dawood taharat 345, ibne habban 559, haakim 1/281-282)

Hazrat Salman Farsi Radiallahu Anhu se riwayat hai ki, aap (sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:- jo shakhs juma ke din nahaaye aur jis qadar paaki haasil ho Sake kare, ( muchen katraaye, naakun kataaye, zere naaf baal kaate, aur bagalon ke baal door kare etc) phir tail(oil) ya apne ghar se khusbu lagaaye aur (juma ke liye) masjid ko jaaye,(wahan) do aadmiyon ke beech raasta na banaaye( balki jahan jagah mile baith jaaye) phir apne muqaddar ki namaz padhe , phir dauraan e khutba khaamosh rahe zu uske pichle juma se lekar ist jumah tak ke gunah maaf kar diye jaate hain“

(Bukhari al-Juma 883.910)

Mehr anzeigen

What's new in the latest 2.3.8

Last updated on 2024-08-31
fix error
add voice to listen and learn
Mehr anzeigen

Videos und Screenshots

  • Jumma Ki Khasoosiyat Plakat
  • Jumma Ki Khasoosiyat Screenshot 1
  • Jumma Ki Khasoosiyat Screenshot 2
  • Jumma Ki Khasoosiyat Screenshot 3
  • Jumma Ki Khasoosiyat Screenshot 4
  • Jumma Ki Khasoosiyat Screenshot 5
  • Jumma Ki Khasoosiyat Screenshot 6

Alte Versionen von Jumma Ki Khasoosiyat

APKPure Zeichen

Superschnelles und sicheres Herunterladen über die APKPure-App

Ein Klick zur Installation von XAPK/APK-Dateien auf Android!

Download APKPure
thank icon
We use cookies and other technologies on this website to enhance your user experience.
By clicking any link on this page you are giving your consent to our Privacy Policy and Cookies Policy.
Learn More about Policies