Benazir Amal
Acerca del Benazir Amal
Por: Huzur Mufti e Azam e Hind, Muhammad Mustafa Raza Khan (رضی اللہ تعالی عنہ)
SEA NAZIR AMAL KYA HAI
SEA NAZIR AMAL BAHOT HI MAKHSOOS DAR MAKHSOOS HAI
.........
ES ME BAHOT SE ASRAAR O RUMOOZ POSHEEDA HAIN ....
BUZURGON SE SEENA BA SEENA CHALA AA RAHA HAI .....
HINDUSTAN KE BATWAARE KE BAAD HINDUSTAN QABRASTAAN BANN GAYA THA
..........
ZULM O SITAM KE AISE BAAZAR GARAM HUE KE HAR TARAF ANDHERA HI ANDHERA CHAA GAYA THA .....
KOI KISI KA PURSAAN E HAAL NA THA .......
HASHAR KA SA SAMAAN PAIDA HO GAYA THA .......
JIS KO MADAD-GAAR SAMJHA JATA THA UTILIZARÁ ZIBAAH KAR DALTA THA ........
GARAZ MUHAFIZ BHI DAAKOO BANN GAY ELLOS ..........
SHAHER KE SHAHER BASTIYAAN KI BASTIYAAN VIRAAN HOTI CHALI JA RAHI THI .........
LOGON NE GHAR BAAR KAROBAAR DAULAT SAB ACORDADO KAR BHAGNA SHURU KAR DIYA THA .........
YAHAN TAK DARD-NAAK AALAM PAIDA HO GAYA THA KE BIWI BACHCHON KI BHI EK DOSRE KO KHABER NA THI ..............
RAIL GAADI ME MUSALMAAN ZINDA BAITHTA ...... MURDA MILTA ......
INSAANI KHOON SE HOLI KHELI JAA RAHI THI ............
AURTON KO GAIROON NE LOUNDIYOUN SE BAD-TAR BANA KAR RAKKHA THA ......
LOGON NE APNA NAAM O LIBAAS TAK BADAL DIYA THA ........
YEH SAB DIL-DOZ O ROOH-FARSA AUR KARBNAAK MANZAR * BAREILY KE TAJDAAR SARKAAR MUFTI E AZAM E HAD ALAIHIRREHMA SE DEKHA NA GAYA * ...........
CHOONANCHE USI AALAM ME AANSOOVON KI RAWAANI KE SATH ES AMAL E BE - NAZIR KO TEHREER FARMAYA ...........
AUR FARMAYA ........
BHAAGO NAHI ... !!
* MASAJID * * O MAZARAAT * ...... * DAULAT O JAIDAAD DOOSRON KE SUPURD NA KARO * ........
* APNE GUNAHON SE TAUBA KARO * ........
* NAMAZ KI PABANDI KARO * .........
* ALLAH PAR BHAROSA KARO * .........
* ES AMAL E BE NAZIR KO LIKH KAR APNE AUR BACHCHON KE GALE ME DAALO * .......
* DUKAAN MAKAAN ME LIKH KAR LAGA DO * ..........
* AUR SUBH O SHAAM ES KA WIRD KARO * .......
AAJ JAB KE PHIR HALAAT BIGADTE CHALE JAA RAHE HAIN ..........
MUSALMANO KE ANDER KHAUFF O HIRAAS BARDHTA JAA RAHA HAI ........
TAJDAR E AHLE - SUNNAT KA MUSALMANO PAR KARAM YAAD AAYA ...... AUR USI NE AMAL E BE - NAZEER KI PHIRR ISHA'AT PAR MAJBOOR KIYA ........
TAA KE MUSALMAAN ZAHIRI TADABEER KE SATH ES ROOHANI - HATHYAAR KO BHI APNAYEIN ........ AUR
ALLAH - RABBUL IZZAT KI QUDRAT KA TAMASHA DEKHEN ...........
ES KA WIRD HAR JAYEZ MAQSAD ME KAMIYAABI AUR HAR AAFAT SE NAJAAT KA SABAB HAI ...........
ES AMAL E BE - NAZEER KE FUYOOZ O BARKAAT SE MOULA TAALA MUSALMANO KO MALA MAAL KARE ........
WASALLALLAH O TAALA ALAIHE WABARAKA WASALAM ........... 🌷🌷
Novedades más recientes 1.0
By: Huzur Mufti e Azam e Hind, Muhammad Mustafa Raza Khan (رضی اللہ تعالیٰ عنہ)
Información de Benazir Amal APK
Versiones Antiguas de Benazir Amal
Benazir Amal 1.0
Descarga rápida y segura a través de APKPure App
¡Un clic para instalar archivos XAPK/APK en Android!