Ashab e Kahf Yani Ghaar Walay Ashaab.
In ashaab ka zikar ALLAH ne KORAN PAK me buhat tafseel se kia hooi, Jis se sabit hota hooi kay ALLAH har cheez par har Kaam par Qadir hooi. jo chahay kar sakta hooi, is mein ALLAH ki wahdaniyat ki behtareen misal milti hooi. jis mein ALLAH ne in ashaab ko itni Lambi neend Sula dia kay zamanay guzar gaye aur in ko Aisa hi laga kay jesay abhi soye hi hein. parhiye is app ko aur janiye woh malomat jin ka ilm hona hum sabh kay liye nihayat faida mand hooi, deen o dunya ki bhalai kay Liye.