Aqwal Hazrat Ali(R.A) :حضرت علی
O Aqwal Hazrat Ali(R.A) :حضرت علی
Aqwal Hazrat Ali (R.A): حضرت علی
Aqwal Hazrat Ali(R.A) :حضرت علی
Insan ka apne Dushman s inteqam ka sb sy acha tariqa ye he k wo apni khubiyon me izafa kre 'Hazrat Ali (a.s)
1-Wo gunah jis ka tumhein ranj ho,
Allah k nazdeeq us nayki se behtar hai
jis se tum main ghuroor paida ho jaye".
( Hazrat ALI a.s )
-----------
2-Kisi ne Hazrat ALI a.s se poocha:
"Dost aur bhai main kya farq hai?"
Aap ne farmaya:
"Bhai sona hai aur dost heera hai."
Us aadmi ne kaha:
"Aap ne bhai ko kam qeemat aur dost ko qeemti cheez se kyun tashbeeh di?"
To aap ne farmaya:
"Sone main agar darar aa jaye to us ko pighla kar bilkul pehlay jaisa banaya ja sakta hai. Jab ke heeray main aik darar aa jai to wo kabhi bhi pehlay jaisa nahi ban sakta.'
-----------
3-Ager kisi ka zaraf azmana ho to usko ziada izat do
Wo ala zaraf hoa to ap ko or izat day ga
or kam zaraf hoa to khud ko AALA ZARAF sumjhey ga
( Hazrat ALI a.s )
-----------
4-Hazrat ALI a.s Ka Frman Hy:-
"Bura Dost Aag Ki Manind Hy"
"Agr Jalta Hoga To Apko Jala Dega"
"Or Agr Bujha Hoga To Ap K Hath Kale Kr Dega"
What's new in the latest 3.0.0
Informacje Aqwal Hazrat Ali(R.A) :حضرت علی APK
Stare wersje Aqwal Hazrat Ali(R.A) :حضرت علی
Aqwal Hazrat Ali(R.A) :حضرت علی 3.0.0
Aqwal Hazrat Ali(R.A) :حضرت علی 1.1
Aqwal Hazrat Ali(R.A) :حضرت علی 1.0
Superszybkie i bezpieczne pobieranie za pośrednictwem aplikacji APKPure
Jedno kliknięcie, aby zainstalować pliki XAPK/APK na Androidzie!