Chand Rat Kay Mutaliq Asal Haqaiq.
Ramzan ul mubarik muslalmano ki tarbiyat ka maheena hay. is kay guzarnay ka dukh momineen kay dilon ko afsurda kar deta hay. phir ALLAH PAK eid ul fitr ka tohfa detay hain. jis se ye zakhm kadre kam ho jata hay. lihaza humen eid aur ramzan kay darmiyan aik raat jis ko chand raat kehtay hain us se bhi guzarna parta hay. ramazan khatam hotay hi chand rat me sajna sanwarna aur shopping aur buhat kuch jo na hona chahiye aur na hi islam me is ki koi jagah hay, ye subh aam hay. isi baat ko mazeed samajnay aur amal karne kay liye ye app nihayat mufeed hay.