About Kalam Ahmad Raza Khan Brelvi
This app contains Poetry of Aala Hazrat Imam Ahmad Raza Khan Brelvi R.A
Hazrat Imam Ahmad Raza Khan Brelvi R.A 14 June 1856 ko Muhallah Breli Uttar Paredesh India main paida howay. Aap ko Aala Hazrat Kay naam say jaan jata hai. Ap Hanfi Sunni thay aur Ap nay he South Asia main Brelvi Tehreek ka Aghaaz kiya tha. Ap nay mukhtalif un No'a Mozoaat pet baish baha tasaneef likhin hain bashamool Qanoon, Mazhab, Science, Philosophy. Ap nay Aqa e Do Alam Huzoor Paak S.A.W ki Shan main bhi boht saari kitabain likhin.
Ap kay walid Hazrat Naqi Ali Khan R.A aur dada Hazrat Raza Ali Khan R.A and great grand father Hazrat Shah Kazim Ali Khan R.A boht he Maqbool e Bargah Auliyah Uzzam thay. Ap kay aaba o ajdaad Pashtoons thay aur wo Kandhar say taaluq rakhtay thay.
Ap ka wisaal 28 October 1921 ko howa aur apka mazaar e pur anwaar balakot, pakistan main hai.
Iss application main Huzoor Aala Hazrat Imam Ahmad Raza Khan Brelvi ki Selected Potery shamil ki gaye hai jo k naaton kay toor per perha jaata hai. Allah Paak app sab ko yeh kalaam perhanay ki taufeeq ataa fermaye.
What's new in the latest 9.0
Kalam Ahmad Raza Khan Brelvi APK معلومات
کے پرانے ورژن Kalam Ahmad Raza Khan Brelvi
Kalam Ahmad Raza Khan Brelvi 9.0
Kalam Ahmad Raza Khan Brelvi 8.0
Kalam Ahmad Raza Khan Brelvi 5.0
Kalam Ahmad Raza Khan Brelvi 4.0
Kalam Ahmad Raza Khan Brelvi متبادل
APKPure ایپکےذریعےانتہائی تیزاورمحفوظڈاؤنلوڈنگ
Android پر XAPK/APK فائلیںانسٹالکرنےکےلیےایککلککریں!