میت کے غسل کا اسلامی طریقہ
Giới thiệu về میت کے غسل کا اسلامی طریقہ
Mayyat ko Ghusl dene ka sahih aur shar'i thuế quan
Mayyat ko Ghusl dene ka sahih aur shar'i Thuế quan ye hai:
۩ 1. Wafaat ke fauran baad mayyat ka mu’n, ankhei’n band ki jaaei’n, baazu aur tangei’n aur hath, paou’n ki ungliya’n bhi seedhi kardi jaaei’n. Nez Kameez aur baniyaan wagaira utaar kar chaadar se mayyat ka badan dhaa’np diya jaae. Mayyat ke baazu, gale, ya pindli mein koi taweez dhaaga ya kadaa waghaira ho to ise utaar dei’n.
۩ 2. Paani ke andar Bairi ya neem ke patte ubaal liye jaaei'n (Bairi ke patte istemal karna afzal hai) linh sam yahi paani istemaal kiya jaaye aur lakdi ka ya koi aur takhta aisi jagah rakha jaaye jaha'n paani gand niagias a asaan ho, mayyat ko là takhte par litaaya jaae. Naaf (rốn) se ghutno’n (đầu gối) tak ki jagah kapde se dhaa’np di jaaye aur dauraan e ghusl siwaye majboori ke mayyat ki sharmgaah par na hi nazar pade aur na hi kapde ke bagair ise haath lage.
Ghi chú: Ghusl ke liye pani itna garam na ho ki agar usse zinda shaks ghusl kare dung takleef ho kyuki mayyat ko bhi waisi hi takleef hoti hai jis tarha zinda shaks ko hoti hai.
۩ 3. Agar jism zakhmi ho aur is par pattiya’n bandhi hui ho’n to ehtiyaat se pattiya’n khol kar rooi (bông) aur upar tayar kiya hua paani se aahista aahista zakhm dhoe jaaei’n. Har kaam ki ibtedaa daei’n taraf se karei’n siwaae iske ke sirf baei’n jaanib tawajjo ki mustahaq ho (tức là nếu cần).
۩ 4. Mayyat ko sar aur peeth par hath laga kar halka sa utha kar naaf ki taraf haath se mayyat ka pet 2 ya 3 bar halka sa dabaya jaae (taake andar ki gandagee imkaani had tak khaarij ho jaae) linh sam baei'n hath par kapde ka dastana wagaira (jo kafan ke sath banaaya jaata hai) pahen kar pahle paani se iska istinja karei'n. Agar zer e naaf balo’n ki safaai baaqi ho to karli jaaye.
Ghi chú: Istinja ka matlab sharmgaah ko dhona aur saaf karna.
۩ 5. Naak, daa’nt, mu’n ka khilaal aur kano’n mein acchi tarha geeli rui pher kar inki alag se safaai karli jaae lấy baad mein wuzu ke dauraan 3 dafa se ziyaada na dhona pade.
۩ 6. Bismillah padh kar mayyat ko shar'i wuzu karaaya jaae. Wuzu ka taxka ye hoga ki mayyat ka munh aur naak paani se saaf kiya jaye, mayyat ka chehra aur hath (kohniyo tak) dhoye jaye, sar aur kaano ka masah karwaya jaye, linh sam mayyat ke paao dhoye jaye.
۩ 7. Sar se shuru karte hue hasb e zaroorat sabun istemaal karte hue nhuyễn jism ko (zarurat ke mutabik) 3 ya 5 ya 7 martaba acchi tarha dhoei’n. Akhri dafa nahlaate waqt paani me kuch kafoor (long não) milaalei’n.
Mayyat ko 2 ya kisi aur ginti me bhi dhoya ja sakta hai lekin mayyat ko taak (lẻ) ginti (3,5,7) me dhona mustahab hai aur hadees ke mutabik hai.
Ghi chú:
1. Agar Mayyat Khwateen ho toh inke baal khole, una dhoye Linh sam vô vị tuổi teen chotiyan banaein. [Sahih al Bukhari, hadith- 1254, 1260.]
2. Ghusl ki shuruat daayi taraf se ki jaye aur us hisse se shuruat ki jaye jis hisse se wuzu ki jati hai, yaani pahle upar ke daaye hisse sam sung upar ke baaye hisse linh sam niche ke daaye hisse aur linh sam niche ke baaye hisse se. [Sahih al Bukhari, hadith-1255.]
3. Mayyat ke sath aesa koi amal na kiya jaye jo agar ek zinde shaks ke sath kiya jaye dung takleef ho kyuki Mayyat ko bhi utni hi takleef hoti hai jitni ek zinda shaks ko. Ummul Mu'minin Ayesha r.a. farmati hai ki RasoolAllah ﷺ ne farmaya, "Sát nhân Ki Haddi Todna Zinde Ki Haddi Todne Ki Tarha Hi Hai." Sunan Abu Dawud, hadith- 3207, Sahih của Albani.
Arab ke yaha agar mayyat ki haddi sidhi na ho rahi hoti toh haddi todi jati thi.
4. Ghusl ka ye Tareeqa afzal hai, taaham kisi tarha bhi ghusl diya jaye wo kaafi hoga bas shart ye hai ke saare jism par pani bahaya jaye aur jism ki achi tarhan safai ki jaye.
5. Aurat hi aurat ko ghusl de sakti hai aur mard hi mard ko ghusl de sakta hai siwaye iske ke mard aur biwi ek dusre ko ghusl de sakte hai.
6. Yaad rahe ke ghusl e Mayyat ka tareeqa bhi takreeban ghusl e janaabat waala hai albatta, ghusl ke dauraan Mayyat ka aur iske jism ke izzat ka bohot khayal rakhna chaahiye.
7. Jo shaks Mayyat ko Ghusl deta hai uska ghusl karna Mustahab hai.
What's new in the latest 1.0
Thông tin APK میت کے غسل کا اسلامی طریقہ
Phiên bản cũ của میت کے غسل کا اسلامی طریقہ
میت کے غسل کا اسلامی طریقہ 1.0
Tải xuống siêu nhanh và an toàn thông qua Ứng dụng APKPure
Một cú nhấp chuột để cài đặt các tệp XAPK/APK trên Android!