Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah

Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah

Aafi Technologies
Apr 15, 2018
  • 35.6 MB

    Tamanho do arquivo

  • Android 4.0.3+

    Android OS

Sobre este Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah

Hazoor Baqi Billah RA ka Kalam, Rasaayl, Malfoozat aur Maqtoobat

Introduction and family Lineage:

Huzoor Muhammad Baqi Billah Qudas Sarrah Naqshbandiya Silsila e Tareeqat kay aik boht he azeem, buland paaya aur darakhshanda buzurg hain jin kay dam kadam say Naqshbandiya silsila e tareeqat sub continent main pohncha. He is the spiritual guide (Murshid) of Hazrat Shaikh Ahmad Sirhindi R.A (who is also known as Hazrat Mujaddid Alf Sani R.A).

He belonged to a Turkish family as his father was from a Turkish family tree which is known "Khilj". "Baqi Billah" Hazrat Khawaja ka laqab he kehna chahiye aur yeh isliye howa hai kay apko ittibaa e kamil ki badolat Bajuz haq Subhanawatala aur koe matlab he na tha so he is called "Baqi Billah". He was born on 971 Hijri, as on 1563 eeswi and this was also the very year in which his spiritual disciple Hazrat Mujadid Alf Sani R.A was born on.

Education:

Ap ko beginning say he hasool e taleem ka janoon tha. So hasool e ilam ki manzilain barri he taizi say taih kernay lagay. But aik din aik majzoob nay following Persian Poetic piece perh ker apki duniya he badal di:

"War kanzo hadaiya natwaan waid Khudara

Aaena e dil been k kitabay bay azeen neest"

Ap ko Aaena e dil daikhnay ki lagan sawaar ho gye aur yeh lagan ap ko najaanay kahan kahan liye phirti rahi. Aik bay karari the k chain na lainay daiti the. Kitnay hi buzurgon kay aastanon per haazri de. Aur kitni he basharton say sarfaraz howay aur aaena e dil ko itni jila de keh haqeeqat ka sahih aqs is main nazar aanay laga.

In such type of ecstasy and travelling, it is said kay Hazrat Khwaja Bahauddin Naqshband R.A aalam e az khood raftagi main ap kay samanay aaye aur ap nay oon say faiz hasil kiya.

Caliphate:

Sufi dervaish Hazrat Khwaja Amkangi R.A was met him in the dream and narrated:

"My eyes are waiting for you....!"

Aur unhon nay ap ko khalipha bna ker Hindustan bhaij diya. Aur Hindustan ja ker Ap nay Hazrat Mujaddid alf Sani R.A ko dhoond ker Kharqa e Khilafat say nawaza aur unhain salook ki manazil within two and half months main tay kerwa deen. Aur iski aitraaf Hazrat Ahmad Sirhindi R.A nay khud kiya hai.

Wisaal:

After that Hazrat baqi Billah nay apnay mureedain aur ehl o ayyal ko ap kay hawalay kiya aur Allah ka daaimi wisaal paa gaye. Ap ka wisal 1603 yani 1012 Hijri ko howa. It means he lead a life of just 40 years.

In this application, apki sawaneh hayat ko Urdu main likha gya hai aur apka kay kalaam ki collection as it is Persian language main shamil ki gaye hai.

Mostrar mais

Novidades em 6.0 mais recente

Last updated on 2018-04-15
In the latest version 6.0, accidental appearance of full screen ads has been fully removed
Mostrar mais

Vídeos e capturas de tela

  • Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah Cartaz
  • Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah imagem de tela 1
  • Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah imagem de tela 2
  • Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah imagem de tela 3
  • Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah imagem de tela 4
  • Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah imagem de tela 5
  • Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah imagem de tela 6
  • Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah imagem de tela 7

Informações sobre Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah APK

Última Versão
6.0
Android OS
Android 4.0.3+
Tamanho do arquivo
35.6 MB
Desenvolvedor
Aafi Technologies
Downloads seguros e rápidos de APK no APKPure
O APKPure usa verificação de assinatura para garantir downloads de APK Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah sem vírus para você.

Versões Antigas de Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah

APKPure ícone

Baixar de Forma Rápida e Segura via APKPure App

Um clique para instalar arquivos XAPK/APK no Android!

Baixar APKPure
thank icon
We use cookies and other technologies on this website to enhance your user experience.
By clicking any link on this page you are giving your consent to our Privacy Policy and Cookies Policy.
Learn More about Policies