Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah

Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah

Aafi Technologies
Apr 15, 2018
  • 35.6 MB

    파일 크기

  • Android 4.0.3+

    Android OS

Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah 정보

Hazoor Baqi Billah RA 카 칼람, Rasaayl, Malfoozat AUR Maqtoobat

Introduction and family Lineage:

Huzoor Muhammad Baqi Billah Qudas Sarrah Naqshbandiya Silsila e Tareeqat kay aik boht he azeem, buland paaya aur darakhshanda buzurg hain jin kay dam kadam say Naqshbandiya silsila e tareeqat sub continent main pohncha. He is the spiritual guide (Murshid) of Hazrat Shaikh Ahmad Sirhindi R.A (who is also known as Hazrat Mujaddid Alf Sani R.A).

He belonged to a Turkish family as his father was from a Turkish family tree which is known "Khilj". "Baqi Billah" Hazrat Khawaja ka laqab he kehna chahiye aur yeh isliye howa hai kay apko ittibaa e kamil ki badolat Bajuz haq Subhanawatala aur koe matlab he na tha so he is called "Baqi Billah". He was born on 971 Hijri, as on 1563 eeswi and this was also the very year in which his spiritual disciple Hazrat Mujadid Alf Sani R.A was born on.

Education:

Ap ko beginning say he hasool e taleem ka janoon tha. So hasool e ilam ki manzilain barri he taizi say taih kernay lagay. But aik din aik majzoob nay following Persian Poetic piece perh ker apki duniya he badal di:

"War kanzo hadaiya natwaan waid Khudara

Aaena e dil been k kitabay bay azeen neest"

Ap ko Aaena e dil daikhnay ki lagan sawaar ho gye aur yeh lagan ap ko najaanay kahan kahan liye phirti rahi. Aik bay karari the k chain na lainay daiti the. Kitnay hi buzurgon kay aastanon per haazri de. Aur kitni he basharton say sarfaraz howay aur aaena e dil ko itni jila de keh haqeeqat ka sahih aqs is main nazar aanay laga.

In such type of ecstasy and travelling, it is said kay Hazrat Khwaja Bahauddin Naqshband R.A aalam e az khood raftagi main ap kay samanay aaye aur ap nay oon say faiz hasil kiya.

Caliphate:

Sufi dervaish Hazrat Khwaja Amkangi R.A was met him in the dream and narrated:

"My eyes are waiting for you....!"

Aur unhon nay ap ko khalipha bna ker Hindustan bhaij diya. Aur Hindustan ja ker Ap nay Hazrat Mujaddid alf Sani R.A ko dhoond ker Kharqa e Khilafat say nawaza aur unhain salook ki manazil within two and half months main tay kerwa deen. Aur iski aitraaf Hazrat Ahmad Sirhindi R.A nay khud kiya hai.

Wisaal:

After that Hazrat baqi Billah nay apnay mureedain aur ehl o ayyal ko ap kay hawalay kiya aur Allah ka daaimi wisaal paa gaye. Ap ka wisal 1603 yani 1012 Hijri ko howa. It means he lead a life of just 40 years.

In this application, apki sawaneh hayat ko Urdu main likha gya hai aur apka kay kalaam ki collection as it is Persian language main shamil ki gaye hai.

더 보기

What's new in the latest 6.0

Last updated on 2018-04-15
In the latest version 6.0, accidental appearance of full screen ads has been fully removed
더 보기

비디오 및 스크린 샷

  • Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah 포스터
  • Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah 스크린샷 1
  • Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah 스크린샷 2
  • Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah 스크린샷 3
  • Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah 스크린샷 4
  • Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah 스크린샷 5
  • Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah 스크린샷 6
  • Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah 스크린샷 7
APKPure 아이콘

APKPure 앱을통한매우빠르고안전한다운로드

한번의클릭으로 Android에 XAPK/APK 파일을설치할수있습니다!

다운로드 APKPure
thank icon
사용자 환경을 개선하기 위해 이 웹 사이트의 쿠키 및 기타 기술을 사용합니다.
이 페이지의 링크를 클릭하면 당사의 개인 정보 보호 정책쿠키 정책에 동의하는 것입니다.
더 알아보기