Surah Yaseen (سورة يس) with Urdu Translation
4.0 and up
Android OS
关于Surah Yaseen (سورة يس) with Urdu Translation
“”古兰经亚辛“”古兰经亚辛用乌尔都语翻译与翻页效果。
''Surah Yaseen'' Surah Yasin with Urdu Translation with page turning effect.
Surah Yaseen with Urdu Translation
Surah Yasin with Urdu Tarjuma
''Surat Yasin'' is the 36th surah of the ''Holy Quran'' & It has 83 ayaats.
''Surah Yasin Full'' Digital High Resolution Quality of Images.
''Sourate Yasin'' heart of Al Quran Al Karim
''Yasin Sharif'' Ke Fazail (Surah Yasin Benefits/Benefits of Surah Yasin)
Hadees 1:
Hazrat Aisha ( Raziallah Anha) Se Rawaiat He Ke Hazrat Muhammad (Saw) Ne Farmaya Ke Quran Me Aik Surat He Jo Allah Ke Nazdeek Bari Azmat Waali He Jo Ise Parhe Ga Allah Us Ko Shareef Ke Laqab Se Nawaze Ga. Rabi Aur Muzar Ki Tadaad Se Bhi Ziada Afraad Ke Liye Is Surat Ke Parhane Waale Ki Shafaat Qabool Ki Jaye Gi. Is Azmat Waali Surat Ka Naam '' Sura Yeasin'' He. Rabi Aur Muzar Arab Ke 2 Mashhoor Qabeele Thay Aur Un Se Talooq Rakhne Waale Afraad Ki Tadaad Bohat Ziada Thi.
Hadees 2:
Hazrat Ans (Raziallah Anho) Hazrat Muhammad (Saw) Se Rawayat Karte He Ke Har Cheez Ka Aik Dil Hota He. Quran Ka Dil '' Surah Yaasin'' He Jo ''Yaseen Shareef'' Parhe Ga Usay Us Ki Qaraat Ki Waja Se 10 Bar Quran Majeed Parhane Ka Sawab Mile Ga. Ise Tirmazi Ne Rawaiat Kiya (Tafseer Khazan)
Hadees 3:
Hazrat Ans (Raziallah Anho) Rawayat Karte He Ke Jo Shaks ''Surah Yaseen'' Parhe Usay 10 Bar Quran Sharif Parhane Ka Sawab Mile Ga. ( Tirmazi Shareef)
Hadees 4:
Hazrat Muhammad (Saw) Ne Farmaya Ke Allah Ki Raza Mandi Ke Liye Jo Shaks Surat Yaseen Parhe Ga Us Ke Pehle Gunah Maaf Kar Diye Jaye Gay Lehaza Is Surat Ko Marne Waalo Ke Paas Parha Karo. ( Beahqi, Shaab Al Imaan)
Hadees 5:
Hazrat Muhammad (Saw) Ne Farmaya Ke Jis Ne Raat Ke Waqt '' Surah Yasin'' Parhi Us Halat Me Subha Ko Uthe Ga Ke Woh Baqsha Hua Hoga. ( Ibn E Kaseer)
Hadees 6:
Hazrat Ibne Abbas (Raziallah Anho) Se Rawayat He Ke Hazrat Muhammad (Saw) Ne Farmaya Ke Meri Ye Tamana He Ke Ye ''Sourate Yasin'' Har Umaty Ke Dil Me Hoti. ( Tafseer E Ibn E Kaseer)
Hadees 7:
Hazrat Ata Bin Rabah Tabi Se Marwi He Ke Mujhe Ye Hadees Pohanchi Ke Jo Aadmi Din Ke Agaaz Mein ''Yasin Sharif'' Parhe Ga Us Ki Tamaam Zarooriyaat Poori Kar Di Jaye Gi. (Daarmi)
Bazoorgaan E Deen Ka Qaul He Ke Ye Surat Har Qisam Ki Haajat Ke Liye Bohat Mofeed He. Is Liye Agar Kisi Shaks Ko Sheedat E Haajat Darpaish Ho To Usay Chahiye Ke 11 Din Tak Surat Yaseen Ko Moobeeno Ke Saath Rozana Aik Martaba Parhe Inshallah Us Ki Haajat Poori Ho Gi.
Features:
works without internet.
Read '' Yasin Sharif'' just like a printed book in your hand with page turning effect.
Go to any page
''Please'' Rate it! & Share App with your friends.
Feedback:
We warmly welcome your suggestions, recommendations and improvement ideas.
Send your feedback at: [email protected]
Please remember us in your prayers.
最新版本1.0的更新日志
Surah Yaseen (سورة يس) with Urdu Translation APK信息
在APKPure上极速安全下载应用
一键安装安卓XAPK/APK文件!