このAzkaar in Roman Arabic/Urduについて
Subah Wo Shaam Our Baad Namaz Ke Azkaar
Dua Aysi Ibadat Hai Jis ke liye koi din ya waqt muqarrar nahi balki har lamha mangne ki ijazat hai magar Rasoolullah Sallallahu aliyhe wa sallam ne kuch duaawon ke awqaat batlaye hain maslan namaz ke baad、
Subah ke Azkaar Namaz-e-Fajr ke baad se tulue shams tak padhna Afzalhai。
Shaam ke Azkaar Namaz-e-Asr se gurube Shams tak padhna afzalhai。
Musibaton our Ghamaon se najaat panel ke liye Zikr wo Azkaar se Zayada Mazboot koi hathyaar nahi Allah tala momin kafir sab ki hifazat karta hai magar ek momin jab Zikr wo Azkaar ka Ehtamam karta hai to Allah uski khus
IssアプリメインコーランaurSahi Hadeet se saabit shuda azkaar hi jama kiye gayehain。
صبحوشاماوربعدنمازکےأذكار
Subah Wo Shaam Our Baad Namaz Ke Azkaar
الحمدللهوحدهوالصلاةوالسلامعلىمنلانبيبعده。
Momin ke liye Allah ki yaad se badh kar koi cheez itminane qalb ka bais nahi hai Allah tala ka irshadhai。
"ألابذكراللهتطمئنالقلوب"
"Sun lo Allah ki yaad se hi dilon ko itminan naseeb hotahai"。
Hum sab Allah tala ki rahmat ke muhtaj hain、ek Momin par jab musibat ati hai to woh apne Rab ki chaokhat par jhuk jata hai.our hona bhi yahi chahiye q ki wahi musibaton ko door kar saktahai。
アッラータラカイルシャドハイ。
"ياأيهاالذينآمنوااذکروااللہذکراكثيراوسبحوهبكرةوأصيلا"
"Aye imaan walo Allah ka zikr bahut ziyada karo our Subah wo Shaam Allah ki Tasbeeh(pakizgi)bayankaro"。
ayate karima main Allah tala Momineen ko mukhatab karte huwe farmata hai ki Allah ka zikr kasrat se karo our khas taur se subah wo shaam Allah ko yaad karo our uski paki bayankaro。
ek Musalman jab zikr wo Azkaar karta hai khas taur se subah wo shaam ke azkaar ka ehtamam karta hai to woh jadu、nazre bad、hasad our khabees jinnaat wo shayateen se mahfooz rahtahai。
lihaza har Musalman ko chahiye ki in Masnon Azkaar ka ihtamam karen、is ko padhne se neyki bhi milegi our hifazat bhihogi。
Akhir main Allah tala se dua hi woh is adna si koshish ko qabool farmaye our zakhirae Akhiratbanaye。
Ameen..。
最新バージョン 5.0 の更新情報
Azkaar in offline mode
fixed some bugs