Azkaar in Roman Arabic/Urdu
32.2 MB
Bestandsgrootte
Android 4.1+
Android OS
Over Azkaar in Roman Arabic/Urdu
Subah Wo Shaam Onze Baad Namaz Ke Azkaar
Dua Aysi Ibadat Hai Jis ke liye koi din ya waqt muqarrar nahi balki har lamha mangne ki ijazat hai magar Rasoolullah Sallallahu aliyhe wa sallam ne kuch duaawon ke awqaat batlaye hain maslan namaz kez.
Subah ke Azkaar Namaz-e-Fajr ke baad se tulue shams tak padhna Afzal hai.
Shaam ke Azkaar Namaz-e-Asr se gurube Shams tak padhna afzal hai.
Musibaton onze Ghamaon se najaat pane ke liye Zikr wo Azkaar se Zayada Mazboot koi hathyaar nahi Allah tala momin kafir sab ki hifazat karta hai magar ek momin jab Zikr wo Azkaar ka Ehtamam karta hai to Allah uski khutai.
Iss App belangrijkste Koran aur Sahi Hadeet se saabit shuda azkaar hi jama kiye gaye hain.
وشام اوربعد نمازکے أذكار
Subah Wo Shaam Onze Baad Namaz Ke Azkaar
الحمد لله وحده والصلاة والسلام على من لا نبي بعده ۔
Momin ke liye Allah ki yaad se badh kar koi cheez itminane qalb ka bais nahi hai Allah tala ka irshad hai.
" بذكر الله تطمئن القلوب "
"Sun lo Allah ki yaad se hi dilon ko itminan naseeb hota hai".
Hum sab Allah tala ki rahmat ke muhtaj hain, ek Momin par jab musibat ati hai to woh apne Rab ki chaokhat par jhuk jata hai.our hona bhi yahi chahiye q ki wahi musibaton ko door kar sakta hai.
Allah tala ka irshad hai.
" يا أيها الذين آمنو ااذکر و االلہ ذکر ا كثيرا وسبحوه بكرة وأصيلا "
"Aye imaan walo Allah ka zikr bahut ziyada karo onze Subah wo Shaam Allah ki Tasbeeh (pakizgi) bayan karo".
is ayate karima hoofd Allah tala Momineen ko mukhatab karte huwe farmata hai ki Allah ka zikr kasrat se karo onze khas taur se subah wo shaam Allah ko yad karo onze uski paki bayan karo.
ek Musalman jab zikr wo Azkaar karta hai khas taur se subah wo shaam ke azkaar ka ehtamam karta hai to woh jadu, nazre bad, hasad our khabees jinnaat wo shayateen se mahfooz rahta hai.
lihaza har Musalman ko chahiye ki in Masnon Azkaar ka ihtamam karen, is ko padhne se neyki bhi milegi onze hifazat bhi hogi.
Akhir hoofd Allah tala se dua hi woh is adna si koshish ko qabool farmaye onze zakhirae Akhirat banaye.
Ameen...
What's new in the latest 5.0
Azkaar in offline mode
fixed some bugs
Azkaar in Roman Arabic/Urdu APK -informatie
Oude versies van Azkaar in Roman Arabic/Urdu
Azkaar in Roman Arabic/Urdu 5.0
Azkaar in Roman Arabic/Urdu Alternatief
Supersnel en veilig downloaden via de APKPure-app
Eén klik om XAPK/APK-bestanden op Android te installeren!