Araaish e Gaisu
Araaish e Gaisu 정보
Iss kitab main baalon ki beemariyon ko door kernay k baray main btaya gya hai..!
Is kitaab main barri wazaahat say btaya ggya hai ky baalon ki beemariyan for example Khushki, Baaljhar aur ganjapan kaisay door kiya ja sakta hai.. Baalon ko kis tarah paaidaar aur purkashish banaya ja sakta hai. Agar chaltay howay khoon ko saaf ker liya jaye to pher khoprri aur baal, Jarr say mazboot kiye ja saktay hain.
Yaad rakhiye! baalon ki kharaabiyan sirf khoprri hi main paida nahin hoti balkay oon ki roots bohat gehri hoti hain. In ka taluq aam jismani sehat say hota hai. Lehaza lotion, cream, roghan aur shampoo inhain door nahin ker saktay.
Baalon ka taluq aurat kay husan say he nahin, oos ki uumer say bhe hai. Aurat jo muddaton kamsin ehna chahti hai, baalon ko sufaid honay say bachati hai. Sufaid ho jaye to unhain rangti hain taa k umer kaa raaz faash na ho.....
Behr haal auton kay narmo mulayam baal sakoon o rahat ka samaan faraham kertay hain.
What's new in the latest 4.0
Araaish e Gaisu의 오래된 버전
Araaish e Gaisu 4.0
Araaish e Gaisu 3.0
Araaish e Gaisu 2.0
Araaish e Gaisu 1.0
APKPure 앱을통한매우빠르고안전한다운로드
한번의클릭으로 Android에 XAPK/APK 파일을설치할수있습니다!