Hazrat ALI R.A ki batein jo kay sari dunya kay liye bahtareen misalein hein, agar n ko samaj kar in par amal kia jaye tu faida hi faida hay, musalman tu in baton kay kayal hain hi in kay ilawa sari dunya is baat ko manti aur samajti hay. ALLAH hamein amal ki toafeeq day.