Qaza Namaz Ka Tarika -قضا نماز
About Qaza Namaz Ka Tarika -قضا نماز
Qaza Namazo Ke Baray Mein Sawal Jawab Qaza Namazo Ke Baray Mein Sawal Jawab
How to Perform Qaza Namaz (Salat)
It is compulsory to perform all Qada Salaah as quickly as possible. One cannot say when death will come. There is no difficulty in performing 20 Rakaats daily (2 Fajr, 4 Zohr, 4 Asr, 3 Maghrib, and 7 for Esha, i.e. 4 Fard and 3 Witr.)
One can perform this Salah anytime of the day after sunrise, sunset and Zawaal. One has the option to read all the Fajr Qada first, then Zohr, Asr, and Maghrib and Esha, or each one for a day. A maximum estimate record of all the Qada must be made and performed accordingly. It is better to read more than the estimated Rakaats, but not less.
If one reads daily in this manner then all Qada will eventually be completed. So, do not delay or be lazy to complete them. No Nafil Salaah is accepted if one has Qada of any Fard Salaah.
Niyyah for Qada Salaah can be performed in the following manner. Say you have 100 Fajr Qada. Every time you perform one Qada, say, "I intend to perform my first Fajr Qada." In this way you will perform them all.
The same method may be used to complete all Qada Salaah. If one has a lot of Qada to complete, then one must perform them quickly. One may recite Subhaan-Allah 3 times instead of Sura Fateha only in the empty Rakaats (the third and fourth Rakaats in 4 Rakaat Fard (i.e. Zohr, Asr and Esha) or the third Rakaat in 3 Rakaat Salaah (Maghrib). .
There is no harm if one reads one Tasbeeh instead of three in the Ruku and Sojood. The Fard will be completed. One may read this Darood Shareef (Salawaat) May God bless him and grant him peace in Tashahud instead of the complete Darood-e-Ibraheem. In Witr, read Rab Aghfri once instead of the complete Du'a-e-Qonoot.
How to Pray or Perform Qaza Namaz (Salat) of the lifetime (QAZAA E UMRI)
Faut shudah (chhuti huwi) namazo ke kaffaare (muafi) ke taur par jo tariqa (qaza umri ka) eijaad kar liya gaya hai ye badtareen bid'at hai, is baare me jo riwayat hai wo mauzu (garhi huwi/fake) hai, Ye amal sakht mamnoo hai, aysi niyat aur e'teqaad baatil aur mardood hai, is jahaalate qabeeha (buri jahaalat) ke butlaan (baatil/fake/bogus hone) par musalmaano ka ittefaaq hai.
Huzoor Pur Noor Syedul Mursaleen Sallallaahu Alaihi wa Sallam ka irshad-e giraami hai: "Jis shakhs ki namaz chhoot jaye to jab usey yaad aaye ada kar le, uska kaffaara uski adayegi ke siwa kuchh nahi."
Isay Imaam Ahmad bin Hambal, Imaam Bukhari, Imaam Muslim, Imaam Tirmizi, Imaam Nasayi aur 2sre Muhaddiseen ne Hazrat Anas Radhiyallaahu Anhu se riwayat kiya hai.
📒 Bukhari sharif: 1/84
📒 Muslim sharif: 1/241
Allaama Ali 'Qaari' Mauzoo'aat-e Kabeer mein farmate hain: "Jisne Ramazaan ke akhiri Juma mein ek Farz namaz ada kar li is se uski 70 saal ki namaazon ki muafi ho jati hai" ye yaqini taur par baatil hai kyunke kisi bhi qism ki ibaadat pichhle saalo ki chhuti huwi namazo ka badla nahi ho sakti.....
📒 Al Asraarul Mauroof'ah: Hadees 953
Imaam Nawawi ki kitaab Minhaaj ki sharah Tohfa mein Imaam Ibn-e Hajar Makki phir Imaam Qastulaani ki kitaab Mawaahib ki sharah mein Imaam zurqaani Rahimahumullaah farmate hain:
Is se bhi badtar tariqa woh hai kuchh jagaho par eijaad kar liya gaya hai ke Juma ke ba'd namazein is gumaan se ada kar li jayein ke us se saal bhar ya pichli tamaam umr ki namaO ka kaffaara hai. Aur ye amal nihaayat waazeh the(zaaher) wujoohaat ki bina par haraam hai.
Method of praying Qaza Salahs Quickly:
If someone has missed Salahs in their account. Either one time's or of many years, they must pray their Qaza as soon as possible. Salah is a Fard and not forgiven. On the day of judgment Salah will be the first thing asked about.
Questions and answers from Ameer Ahl as-Sunnah about Qaza prayers
(Ameer e Ahle Sunnat Se Qaza Namazo Ke Baray Mein Sawal Jawab)
What's new in the latest 1.0
Qaza Namazo Ke Baray Mein Sawal Jawab
Qaza Namaz Ka Tarika -قضا نماز APK Information
Old Versions of Qaza Namaz Ka Tarika -قضا نماز
Qaza Namaz Ka Tarika -قضا نماز 1.0
Super Fast and Safe Downloading via APKPure App
One-click to install XAPK/APK files on Android!