Zaitoon Se Ilaj زیتون سے علاج

Zaitoon Se Ilaj زیتون سے علاج

AppsTouch
Dec 29, 2023
  • 10.6 MB

    File Size

  • Android 4.4+

    Android OS

About Zaitoon Se Ilaj زیتون سے علاج

Zaitoon Se Ilaj زیتون سے علاج is used for the treatment of many health diseases.

Zaitoon Ke Fayde

zaitoon ke tail ke fawaid

Allah ke zaitoon ke darakht ko mubarak yani barkat wala kaha hai. Nabi Kareem (P.B.U.H) ne zaitoon ko beshtar beemario ka ilaj qarar diya hai. Aap (P.B.U.H) ne zaitoon ki tareef farmai. Hazrat Abu Hurera (R.A) se riwayat hai ke Aap (P.B.U.H) ne farmaya "Zaitoon ka tel khao or ise lagao kiyounke yeh pak saaf or mubarak hai."

Zaitoon Ke Tibbi Fawaid:

1. Zaitoon ke tel ki malish karne se jism ko quwat hasil hoti hai.

2. Patho ka dard jata rehta hai. Arq Un Nisa ka behtareen ilaj hai.

3. Zaitoon ke tel mo marham (ointment) mein shamil kar ke laganay se zakham bhar jatay hein.

4. Nasoor (Hamesha rehnay wala phora) ko mundamil karne mein zaitoon se barh kar koi dawa behtar nahi.

5. Zaitoon ka tel tezabiyat (Acidity) ko khatam karta hai.

6. Meda (Stomach) mein cancer ya zakham ki soorat mein zaitoon ka tel shafi ilaj hai.

7. Khali pet zaitoon ka tel zakhmo par dawa ka kaam karte hue meday ko durust karta hai.

8. Badan ki khushki ko door karne or jildi amraz for example chunbal or khushk ganj mein mufeed hai, saans ke har qisam ke amraz ka behtareen ilaj hai.

9. Dama (Asthma) ke marz ka is se behtar koi ilaj nahi.

10. Influenza or Pneumonia ke khilaf quwat-e-mudafia't paida karta hai. Zaitoon ka tel kalonji mein mila kar naak mein dalna nakseer ke liye mufeed hai.

Zaitoon 1 darakht hai jis ka phal zaitoona kehlata hai us phal se jo tel hasil kiya jata hai use roghan-e-zaitoon kaha jata hai. Zaitoon or roghan-e-zaitoon ke beshumar khuwas or fawaid hein, zaitoon or roghan-e-zaitoon ke baray mein kai Ahadees mein bhi zikar hai or baaz hawalo se ise 70 beemario ke liye shafi qarar diya gaya hai.

How You Can Get Beautiful Skin With Just Olive Oil:

Winter mein chehre ki jild aur baal khushki se kafi mutasir ho jate hein jis ke bai's skin rookhi aur baal be jaan se lagne lagte hein taham in masail se chutkare ke liye olive oil ka istemal intahai mufeed ha.

Olive Oil For Hair: Khushk mosam mein balon ki chamak kam hone lagti ha aur sath hi baal kamzor hona shru ho jate hein, zaitoon ka tel na sirf hair shining mein izafa karta ha balke balon ki jaron ko bhi mazboot karta ha. Shampoo karne se 2 hours qabal balon mein olive oil massage karein aur phir garam towel mein balon ko lapet lein, shampoo ke baad balon mein chamak aur mazbooti wazeh tor pr nazar aaye gi.

Olive Oil As A Makeup Remover: Zaitoon ka tial qudrati makeup remover ke tarah kaam karta ha, ye wipes ke muqablay mein ziyada faidamand aur jild ke liye behtar hota ha, khaas tor par eye makeup ko hatane ke liye behtareen ha aur sath hi chehre ki rangat bhi mand parne se bachata ha.

Olive Oil For Acne Scars Overnight: Pollution ki waja se chehre par aksar keel muhase ho jae hein, jo men and women dono hi ke liye pareshani ka bai's bante hein.

zaitoon khane ke fayde in urdu-zaitoon ka tail peene ke fayde-zaitoon oil peene ke fayde-zaitoon oil ka istemal in urdu-zaitoon k faidy-zaitoon oil ke fayde in urdu pdf-zaitoon ke tel ka istemal-Zaitoon Ke Fawaid – Olive Benefits in Urdu/Hindi-Zaitoon ka Tail Khane ke Fayde-Zaitoon Oil ka istemal-zaitoon ke tail ke faide olive oil benefits in Urdu-girty balon ka oil- Girty Balon Ka Zaitoon k Tail Se Ilaj -girty balon ka ilaj-girty balon ka shartiya ilaj-kamzor balon ka ilaj-girty balon k liye tips-girte balon ka ilaj in urdu-baal ugane ki dua-balon ke liye wazifa-girte balon ko rokne ka wazifa-girtay balon ka ilaj-girte balon ko rokne ka tarika-Girte Balon ka Ilaj in Urdu/Hindi-Girty Balon Ko Roknay Ka Zabardast Tareqa-bal banane ka tarika-baal lambe karne ka tarika-balon ka design banane ka tarika-balon ke design banane ka tarika-makeup karne ka tarika-hairstyle banane ka tarika-baal bade karne ka tarika-bal badhane ka tarika-bal mazboot karne ka nuskha/balon ko lamba karne ka tarika-Balon Ko Mazboot Aur Chamakdar Banane Ka Zaberdast-Balon ko silky aur shiny banane ka tarika-Baal Lambay Karna 5 Din May

Show More

What's new in the latest 2.1

Last updated on Dec 29, 2023
Minor bug fixes and improvements. Install or update to the newest version to check it out!
Show More

Videos and Screenshots

  • Zaitoon Se Ilaj زیتون سے علاج poster
  • Zaitoon Se Ilaj زیتون سے علاج screenshot 1
  • Zaitoon Se Ilaj زیتون سے علاج screenshot 2
  • Zaitoon Se Ilaj زیتون سے علاج screenshot 3

Zaitoon Se Ilaj زیتون سے علاج APK Information

Latest Version
2.1
Android OS
Android 4.4+
File Size
10.6 MB
Developer
AppsTouch
Safe & Fast APK Downloads on APKPure
APKPure uses signature verification to ensure virus-free Zaitoon Se Ilaj زیتون سے علاج APK downloads for you.
APKPure icon

Super Fast and Safe Downloading via APKPure App

One-click to install XAPK/APK files on Android!

Download APKPure
thank icon
We use cookies and other technologies on this website to enhance your user experience.
By clicking any link on this page you are giving your consent to our Privacy Policy and Cookies Policy.
Learn More about Policies